CapitalNow Loan ke liye Apply Kaise kare - CapitalNow App Loan Full Explained Hindi

CapitalNow laon ke liye Apply kaise karte hai

CapitalNow App:
Doston Aaj Ham baat karenge CapitalNow se personal loan ke liye aap kaise apply kar sakte hai. Iske alava ham CapitalNow ke bare me bahut Kuchh janenge. CapitalNow App Kya hai ham aapko ye bhi btayege.

Aajke post Me janenge ki CapitalNow aapko kitne Dino Tak loan Deti Hai? CapitalNow app kitne Tak ka loan de sakti? CapitalNow App per loan interest kya lagta hai? CapitalNow App se loan kon Le sakta hai? CapitalNow App se loan lene ke liye kaun se document Lagte Hai? CapitalNow App se loan lene ke kya fayde hai? Aur last me Ham yah Bhi janenge ki aap online CapitalNow App se loan ke liye apply kaise kar sakte hai?

To time ko Jyada Waste na karte hue Chaliye Shuru karte hai aur Jante Hai CapitalNow App ke bare me Sab Kuch.

CapitalNow App kya hai?

CapitalNow App Ek online platform hai jo ki loan provide karta hai. yahan se aap ghar baithkar loan ke liye apply kar sakte hai. CapitalNow App se Diye jaane wale loan NBFC se approved Hota Hai. All over India me aap Kisi bhi Kone Se loan ke liye apply kar sakte hai agar aap ek salaried employee Hai to. Play Store per skit total download 5000 tak hai yani agar aap Yahan per loan ke liye apply karte hai to Aapka loan approved hone ka chances jyada hai.

CapitalNow App kitne Dino ke liye loan deta hai?

CapitalNow aapko loan return karne ke liye 65 Dino Se Lekar 90 Dino Tak ka samay deta hai. Aapko Kitna Samay Milega loan ko return karne ke liye yah aapke loan amount aur aapke document per depend karega.

CapitalNow App se kitne Tak ka loan Le sakte hai?

CapitalNow se aap aap 10,000 rupaye Se Lekar 2 lakh rupaye Tak ka loan Le sakte hai. Aap ko kitne Tak ka loan mil sakta hai yah aapke document per depend karega Agar aapko yah check karna hai ki aap ko kitne Tak ka loan CapitalNow App se mil sakta hai to yah aapko app download karke check karna padega Jiska process Ham niche last me bataenge.

CapitalNow ke loan par Kitna interest rate lagta hai?

CapitalNow ke loan par 12% Se Lekar 36% Tak loan lagta hai. Aap ko kitne percent par loan Diya jaega yah aapke documents aur aur loan amount per depend karega.

CapitalNow loan lene ke fayde kya hai?

  • Loan 10 minut me Mil Jata Hai.
  • Loan approved jaldi ho jata hai.
  • Aap isase instant personal loan aasani se le sakte hai.
  • Loan Wapas karne ke liye Achcha time Mil Jata Hai.

CapitalNow loan Kaun Le sakta hai?

  1. Loan Lene wali kam Umra 21 Sal Se Jyada aur 69 Sal se kam Hona chahie
  2. loan Lene wala Indian Hona chahie.
  3. Loan Lene Wale ki salary kam se kam 30,000 rupaye mahine Hona chahie.

CapitalNow App se loan lene ke liye kaun se document Lagte Hai?

  1. Aadhar card.
  2. Pan card.
  3. Recent pay slip.
  4. Current address proof.
  5. Salary credit bank statement 3 mahine ka.

Upar Diye gaye hue list me se Agar aapke pass koi Ek document kam hai to ho sakta hai ki aapko loan ke liye Ye Apply karne me dikkat aaye.

CapitalNow loan app me loan ke liye apply kaise kare?

Sabse pahle Agar aapane CapitalNow app Ko download nahi kar rakha hai to sabse pahle ise Play Store se free me download kar le.

  1. Ab niche Diye gaye hue steps ko follow Kare.
  2. Apne mobile number aur email id se isme register kar le.
  3. Register karne ke bad ab login kar le.
  4. Apni personal information Yahan Par Dal De.
  5. Apni job ki information Yahan per dal de.
  6. Aapko Yahan per Ek loan amount milega Jitna ki aapko milane wala hai..
  7. Agar aapko yah chahie to ab apne document upload kar de.
  8. Ab aapke loan application review ke liye chuni Jayegi.
  9. Ab aapko loan approved hone Tak Ka Intezar Karna Hai.
  10. Thodi Der me aapka loan approved ho jaega.
  11. Iske bad aap ka loan amount aap ke bank account me transfer kar Diye Jaenge.

Dosto Aaj Humne Jana Ki CapitalNow se aap loan ke liye apply kaise kar sakte hai. Iske alava Humne CapitalNow ke bare me bahut Kuchh Jana. Agar Aapko Hamari Nind Gai Hui Jankari acchi lagi ho to Hamen comment me Jarur bataiye. Aur Agar aapko Lagta Hai Ki Kisi Ko is post ki jarurat hai to uske sath ise Jarur share Kare.

Aur Agar aapane yah post Yahan Tak padha hai to Aapka bahut bahut Dhanyvad.

FAQs

Question: CapitalNow App kitne Dino ke liye loan deta hai?

Answer: 65 Dino Se Lekar 90 Dino Tak.

Question: CapitalNow App se kitne Tak ka loan Le sakte hai?

Answer: 10,000 rupaye Se Lekar 2 lakh rupaye Tak.

Question: CapitalNow App se loan lene ke liye kaun se document Lagte Hai?

Answer: Aadhar card, Pan card, Recent pay slip, Current address proof, Salary credit bank statement 3 mahine ka.

Question: CapitalNow ke loan par Kitna interest rate lagta hai?

Answer: 12% Se Lekar 36% Tak.

Click On Next After Timer Complete


Close