Unnati Loan App Ke Liye Apply Kaise Kare? - Unnati Loan App Full details in Hindi

Unnati Loan App Full Hindi Explained

Dosto aaj kis post Mein Ham baat karenge Unnati loan ke bare me. Ham janenge Unnati loan se aap loan ke liye apply kaise kar sakte hai. Iske alava bhi Ham Bahut kuch janenge Unnati loan ke bare me.

Aaj ke is post Mein Ham ornithine unke bare me baat karenge ki Unnati loan se loan ke liye apply kaise kar sakte hai? Unnati loan kitne Dinon ke liye loan Dete Hain? Unnati loan kitne interest rate per loan deta hai? Unnati loan kaun kaun Le sakta hai? Unnati loan se loan lene ke fayde kya hain? Unnati loan lene ke liye kaun se document Lagte Hain?

Unnati loan App kya hai?

Unnati Ek loan app hai Jahan se aap online loan ke liye apply kar sakte hain. Unnati loan app NBFC se approved Hota Hai. India ke kisi bhi Kone Mein baith kar Aap Yahan Se loan ke liye apply kar sakte hai.

Yahan Sab Ghar Baithe online loan ke liye apply kar sakte hain Play Store per iska download lagbhag abhi 100 ke aaspaas hai iska matlab aap yean se aasani se loan approved Karva sakte hai.

Isliye Jyada time waste na karte hue Jante Hain Unnati loan ke bare me Sab Kuchh.

Unnati loan se kitne Dinon ke liye loan Le sakte hain?

Unnati loan App se aap 3 mahine Se Lekar 24 mahine Tak ka loan Le sakte hain. Aapko loan return ke liye Kitna time mil payega ye aapko loan ke liye apply karte samay Bata Diya jaega aap apne jarurat anusar loan ko Chun sakte hai.

Unnati loan App se aap kitne Tak ka loan Le sakte hain?

Unnati loan App se aap 20,000 rupaye Se Lekar 3 lakh rupaye Tak ka loan Le sakte hain. Aap kitne Tak ka loan yean se le sakte hain aapke document per depend karega aur aap Jab loan ke liye Yahan per apply Karenge to aapko Bata Diya jaega.

Unnati loan per Kitna interest rate charge Hota Hai?

Unnati loan App se milane wale loan per Unnati App 16% Se Lekar 34% Tak ka salana interest rate charged karta hai. Aapko Kitna interest rate Dena padega ye aapke loan amount per depend karega.

Unnati App se loan lene ke fayde kya hai?

  1. Yahan se aapko kam se kam 10 minute ke andar loan Mil Jata Hai.
  2. Yahan per loan aapka bahut jaldi approve ho jata hai.
  3. Loan chukane ke liye Achcha Samay Mil Jata Hai.

Unnati app Kaun loan Le sakta hai?

  • Loan Lene Wale kam Umra 21 Se Jyada 69 sar se kam Hona chahie.
  • Loan Lene wala Indian Hona chahie yani ki bharti hona Chahiye.
  • Loan Lene Wale Ka salary kam se kam 30,000 rupee Hona chahie.

Unnati loan app ke liye kaun se documents Lagte Hai?

  1. Recent pay slip.
  2. 3 mahine ka salary credit bank statement.
  3. PAN card.
  4. Aadhar card.
  5. Current address proof.

Upar diye gaye Documents me se agar aapke pas koi ek bhi kam hai to ho sakta hai ki aapko loan lene me dikat aaye.

Unnati loan app me loan ke liye apply kaise kare?

Sabse pahle Agar aapane Unnati aapko download nahi kar rakha hai to Play Store se free me download kar le. Iske bad niche Diye gaye hue steps ko follow Kare.

  1. Phone number or Email Id se register kar le.
  2. Personal information Dal De.
  3. Apni job ki information Dal De.
  4. Loan amount select karne ka option Ayega aapko Jitna Chahe utna select kar le.
  5. Documents upload kar de.
  6. Ab aapka application review ke liye Chala Jaega.
  7. Aapko loan approved hone ka wait karna hai loan approved hote hi aapke bank account me paise transfer kar di jaenge.

Dosto Aaj Humne Jana Unnati app se aap loan ke liye apply kaise kar sakte hai. Iske alava bhi Humne bahut Unnati app ke bare me janna.

Agar Hamari Di Gai Hui Jankari aapko acchi lagi ho to Hamen comment Mein Jarur bataiye.

Aur Agar aapko lagta hai ki ye post Kisi Ka madad kar sakta hai to ise Jarur uske sath share Kare.

Aur Agar aapane Hamara ye post Yahan Tak pada hai to Aapka bahut bahut dhanyvad.

FAQs

Question: Unnati loan se kitne Dinon ke liye loan Le sakte hain?

Answer: 3 mahine Se Lekar 24 mahine Tak.

Question: Unnati loan App se aap kitne Tak ka loan Le sakte hain?

Answer: 20,000 rupaye Se Lekar 3 lakh rupaye Tak.

Question: Unnati loan per Kitna interest rate charge Hota Hai?

Answer: 16% Se Lekar 34% Tak.

Question: Unnati loan app ke liye kaun se documents Lagte Hai?

Answer: Recent pay slip, 3 mahine ka salary credit bank statement, PAN card, Aadhar card, Current address proof.

Close