HiKredit Loan App Se Loan ke liye Apply Kasie Kare - HiKredit Loan App Explained In Hindi

HiKredit Loan App Explained In Hindi

dosto aaj mai fir ek new loan App ke sath aa Gaya Hun Jiska Naam Hai HiKredit Iske bare me Aaj ham janenge. HiKredit se aap instant personal loan Kaise Le sakte hai.

Aaj ham HiKredit Loan App ke bare me ye janenge ki HiKredit loan app se aap Kitna loan Le sakte hai? HiKredit se kitne Samay ke liye loan Le sakte hai? HiKredit loan per Kitna interest rate leta hai? HiKredit App se loan kon kon Le sakta hai? HiKredit App se loan lene ke liye kon kon se document lagenge? Aur last me ye Bhi janenge ki HiKredit se aap loan ke liye apply kaise kar sakte hai?

HiKredit kitne Samay ke liye loan deta hai?

HiKredit se aap aap 91 Se Lekar 365 din tak ke liye loan Le sakte hai. Yani ke aap 3 mahine Se Lekar 1 Sal Tak ka loan Le sakte hai.

HiKredit Loan App se Ktna Loan Le Sakte hai?

HiKredit se aap 1500 Se Lekar 20000 Tak ka loan Le sakte hai.

HiKredit loan App se kon kon loan Le sakte hai?

  • Loan Lene wala ka Umra 18 Sal Se Jyada 60 sal se kam Hona chahie yani 18 saal Se Lekar 60 saal ke bich me Hona chahie.
  • Loan Lene wala Indian yani ke Bharat ka Nagrik Hona chahie.
  • Loan Lene Wale ka koi income source Hona chahie.

HiKredit App loan per Kitna interest rate leta hai?

HiKredit App 35% salana interest rate charge karta hai.

HiKredit Loan App se loan ke Apply Kasie Kare?

Sabse pahle Agar aapane HiKredit App ko Play Store se download nahin kiya hai sabse pahle use download kar le. Uske bad niche Diye Gaye steps ko follow Kare.

  1. Apne mobile number se register kar le.
  2. Apni basic details Dal De Jaise aap ka naam, phone number etc.
  3. Apne important document upload kar de.
  4. Uske bad Agar aapka loan approved ho jata hai to aapko aapka loan ke amount ko aapke bank account me send kar diya jaega.

HiKredit Loan App se loan lene ke liye kon se document Lagte hai?

  1. Address proof.
  2. ID proof.
  3. Selfie photo.

Upar Diye gaye hue list me se Agar aapke pass koi ek document Nahin Hai to aapko loan Nahin Mil Sakta lekin agar aap Chahe to apply karke dekh sakte hai.

dosto Aaj Humne HiKredit ke bare me jana Agar aapko ye Jankari acchi lagi ho to Hamen comment me me bataen aur Agar aapko is Se Lekar Koi question hai to aap Hamen comment me poochh sakte hai Hum koshish Karenge aapke question ka answer Dene Ka.

Agar ye post aapke liye helpful tha To isase Apne dosto ke sath Jarur share Karen jinhe ine ki jarurat hai.

Aur Agar aapane Hamari post ko yein Tak padha Hai To aapka bahut bahut dhanyvad.

FAQs

Question: HiKredit kitne Samay ke liye loan deta hai?

Answer: 1500 Se Lekar 20000 Tak.

Question: HiKredit App loan per Kitna interest rate leta hai?

Answer: 35% salana.

Question: HiKredit Loan App se loan lene ke liye kon se document Lagte hai?

Answer: Address proof, ID proof, Selfie photo.

Close