Fair money App me Loan Ke liye Apply kaise kare? - Fair money loan App Hindi Explained
Dosto bahut Sare Log loan Nahin le paate Kyunki unko pata nahin hota hai ki loan ke liye Apply kaise kiya jaaye vah bhi Ghar Baithe. To Dosto Aaj Ham Logon ke liye ek Aisa App line jisme aap Ghar Baithe loan ke liye Apply kar sakte hai aur loan Le sakte hai.
Dosto Aaj is App ke bare me aaj main aap Logon se baat karne ja raha hun us App ka naam hai Fair money loan App.
Aaj ke sport ki madad se Ham aapko bataenge Fair money loan App ke bare me. Money loan App se kitne ka loan Le sakte hai? Fair money loan App se kitne Samay ke liye loan Le sakte hai? Fair money loan App me kaun kaun loan ke liye Apply kar sakta hai? Fair money loan par Kitna interest rate charge karta hai? Fair money loan ke liye kaun se documents ki jarurat padati hai? Fair money se loan lene ka fayda kya hai? Aur ham last me yah Bhi janenge ki Fair money loan App me aap loan ke liye Apply kaise kar sakte hai?
Fair money loan App kya hai?
Fair money 11 January 2018 ko Play Store per aaya tha aur Tab Se Lekar Ab Tak 10 lakh Se Jyada download ho chuke hai. Yahan se aap 750 rupee Tak ka Chhota amount me loan Le sakte hai.
Fair Money App kitne Samay ke liye loan deta hai?
Fair money aapko 3 mahine Se Lekar 6 mahine Tak ka samay loan return ke liye deta hai.
Fair Money se aap kitne Tak ka loan Le sakte hai?
Fair Money loan App se aap 750 rupees Se Lekar 50000 rupees Tak ka instant loan aasani se le sakte hai?
Fair Money ke loan per interest rate kitna hota hai?
Fair Money loan App per aapse 12% Se Lekar 36% Tak ka salana byaaj Le sakta hai. Aapko Kitna interest rate charge Kiya jaega Jab aap loan ke liye Apply Karenge tab aapko yah App ke andar Hi Bata Diya jaega.
Fair Money se loan lene ke fayde kya hai?
- India ke kisi bhi kaun se loan ke liye Apply kar sakte hai.
- 5 minutes ke andar aap loan Le sakte hai.
- Loan return karne ke liye aapko bahut se option Diye Jaate hai.
- Loan Approved Hote hai paise turant aapke bank account me transfer kar Diye Jaate hai.
- Aapki isme credit history Nahin Li Jaati Hai.
- Loan ke interest ke alava aapse Koi extra charge nahin kiya jata hai.
Fair Money loan ke liye Kon Apply kar sakta hai?
- Loan Lene Wale Ka Umra 18 Sal Se Jyada Hona chahie.
- Loan Lene wala Indian Hona chahie.
Fair Money loan App me kaun se document Lagte Hai?
- PAN card.
- Aadhar card.
Upar Diye Gaye documents me se Agar aapke pass koi ek bhi kam hai to aapko loan ke liye Apply karne me dikkat aa sakti hai.
Fair Money se loan ke liye Apply kaise kare?
Sabse pahle Agar aapane Fair Money App ko download nahin kar rakha hai to sabse pahle ise Play Store se download kar le Uske bad niche Diye Gaye koi steps ko follow Kare.
- App ko open kar le aur apne mobile number se register karle.
- Ab apni basic Jankari Yahan per De De jaise ki aap ka naam, address etc.
- Ab Apne documents ko upload kar de.
- Aapka loan Approved hone ke liye Jayega jo ki Jyada Samay Nahin Lega loan Approved hote hi aapke bank account me paise transfer kar Diye jaenge.
Dosto Aaj aapane yah Janna ki aap Fair Money se loan ke liye Apply kaise kar sakte hai. iske Alava bhi hamne aapko Fair Money App ke bare me bahut kuch btaya.
Agar hamari di gai hui jankari aapko achi lagi ho to hame Comment kar ke jarur btaiye.
Aur Agar aapane Hamara yah post Yahan Tak pada hai to Aapka bahut bahut dhanyvad.
Question: Fair Money App kitne Samay ke liye loan deta hai?
Answer: 3 mahine Se Lekar 6 mahine Tak
Question: Fair Money se aap kitne Tak ka loan Le sakte hai?
Answer: 750 rupees Se Lekar 50000 rupees Tak.
Question: Fair Money ke loan per interest rate kitna hota hai?
Answer: 12% Se Lekar 36% Tak.
Question: Fair Money loan App me kaun se document Lagte Hai?
Answer: PAN card, Aadhar card.
Post a Comment